Mai in baadlo ko chhuna chahti hu…

Mai in baadlo ko chhuna chahti hu lekin chhu nhi paati,

Mai in hawao ke snag gungunana chahti hu lekin gunguna nhi paati,

Mai in insano ko insaniyat sikhana chahti hu lekin sikha nhi paati,

Kya ye meri majburi hai agar hai to mai kyoun ise samajh nhi paati….. 

By : Sahana Khatun

Facebook Comments